Munawwar Rana- Meri Mutthi Se Ye Balu Sarak Jane Ko Kehti Hai | मुनव्वर राना- मेरी मुट्ठी से ये बालू सरक जाने को कहती है | Alienture हिन्दी

Breaking

Post Top Ad

X

Post Top Ad

Recommended Post Slide Out For Blogger

Wednesday, 2 May 2018

Munawwar Rana- Meri Mutthi Se Ye Balu Sarak Jane Ko Kehti Hai | मुनव्वर राना- मेरी मुट्ठी से ये बालू सरक जाने को कहती है

Meri Mutthi Se Ye Balu Sarak Jane Ko Kehti Hai

*****

Meri Mutthi Se Ye Balu Sarak Jane Ko Kehti Hai

Meri mutthii se ye baalu sarak jaane ko kehti hai
Ye zindagii bhii mujhse ab thak jaane ko kehti hai

Main apni ladkhdaahat se pareshaan hoon magar poti
Meri ungalii pakad ke door tak jaane ko kehti hai

Jise hum odh ke nikale the aagaaze jawaani mein
Wo chaadar zindagii ki ab masak jaane ko kehti hai

Kahani zindagii ki kya sunaaye ahale mahfil ko
Shakar ghulti nahin aur kheer pak jaane ko kehti hai

Munawwar Rana

<—–Ye hijr ka rasta hai dhalaanein nahin hoti  

Munawwar Rana ki Ghazalon ka sangrah

*****

मेरी मुट्ठी से ये बालू सरक जाने को कहती है

मेरी मुट्ठी से ये बालू सरक जाने को कहती है
ये ज़िन्दगी भी अब मुझसे थक जाने को कहती है

मैं अपनी लडख़ड़ाहट से परेशान हूँ मगर पोती
मेरी ऊँगली पकड़ के दूर तक जाने को कहती है

जिसे हम ओढ़ के निकले थे आग़ाज़े जवानी में
वो चादर ज़िन्दगी की अब मसक जाने को कहती है

कहानी ज़िन्दगी की क्या सुनाये अहले महफ़िल को
शकर घुलती नहीं और खीर पक जाने को कहती है

मुन्नवर राणा

<—– ये हिज्र का रस्ता है ढलानें नहीं होतीं

मुनव्वर राना कि ग़ज़लों का संग्रह

*****

Tag – Best, Latest, Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, Ashaar, Sher, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स, अशआर, शेर

The post Munawwar Rana- Meri Mutthi Se Ye Balu Sarak Jane Ko Kehti Hai | मुनव्वर राना- मेरी मुट्ठी से ये बालू सरक जाने को कहती है appeared first on Ajab Gjab | Hindi.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad