Top 20 Maa Shayari In Hindi And English 2019 [Unique & Attractive] | Alienture हिन्दी

Breaking

Post Top Ad

X

Post Top Ad

Recommended Post Slide Out For Blogger

Saturday, 29 December 2018

Top 20 Maa Shayari In Hindi And English 2019 [Unique & Attractive]

Maa Shayari In Hindi And English 2019 This is the best Maa Shayari and we have the best collection so search and share it on social media and your friends and family like WhatsApp and Facebook Etc



Maa Shayari In Hindi And English 2019

Maa Shayari In Hindi And English 2019

1. Yun To Maine Bulandiyon Ke Har Nishaan Ko Chhuaa,
Jab Maa Ne God Mein Uthaya To Aasman Ko Chhuaa.

2. Sakht Raahon Mein Bhi Aasaan Safar Lagta Hai,
Yeh Meri Maa Ki Duaaon Ka Asar Lagta Hai.

3. Ye Aisa Karz Hai Jise Main Adaa Kar Hi Nahi Sakta,
Main Jab Tak Ghar Na Aa Jaun Maa Sajde Mein Rehti Hai.

4. खयाल-ए-यार हर एक ग़म को टाल देता है,
सुकून दिल को तुम्हारा जमाल देता।
ये मेरी माँ की दुआओ का फ़ैज़ है मुझपर,
मैं डूबता हूँ तो समंदर उछाल देता है।

5. चलती हुई हवाओ से खुशबू महक उठी है,
माँ-बाप की दुआओं से किस्मत चमक उठी है।

6. गरीब हूँ किसी ज़रदार से नहीं मिलता,
जमीर बेच कर किसी मक्कार से नहीं मिलता,
जो हो सके तो इसको संभाल कर रखना,
ये माँ का प्यार है बाजार में नहीं मिलता।

7. एक बेवफा को मैंने गले से लगा लिया,
हीरा समझ कर काँच का टुकड़ा उठा लिया,
दुश्मन तो चाहता था मुझको मिटाना मगर,
माँ की दुआओ ने शफ़ी मुझको बचा लिया।

8. जन्नत के हर लम्हे का दीदार किया था,
गोद में लेकर जब मॉ ने प्यार किया था।

9. माँ की दुआ कभी खाली नहीं जाती,
माँ की बात कभी ताली नहीं जाती,
अपने सब बच्चे पाल लेती है बर्तन धोकर,
और बच्चों से एक माँ पाली नहीं जाती।

10. शहर में जाकर पढ़ने वाले भूल गए
किसकी माँ ने कितना ज़ेवर बेचा था।

11. हँसकर मेरा हर गम भुलाती है माँ,
मैं रोता हूँ तो सीने से लगाती है माँ,
बहुत दर्द दिया है इस ज़माने ने मुझको,
सबकुछ झेलकर जीना सिखाती है माँ।

12. Seedha Sadha Bhola Bhala Main Hi Sabse Achchha Hu,
Kitna Bhi Ho Jaau Bada Maa Aaj Bhi Tera Bachcha Hun.

13. Ghutno Se Rengate-Rengate Kab Pairon Par Khada ho Gaya,
Maa Teri Mamta Ki Chhanv Mein Jaane Kab Bada Ho Gaya.

14. Kala Teeka Doodh Malayi Aaj Bhi Sab Kuchh Waisa Hai,
Main Hi Main Hu Har Jagah Pyaar Yeh Tera Kaisa Hai.

15. Khuda Ne Yeh Sifat Duniya Ki Har Aurat Ko Bakhshi Hai,
Ke Woh Paagal Bhi Ho Jaye Toh Bete Yaad Rehte Hain.

16. Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai,
Apne Haathon Ko Chulhe Mein Jalana Yaad Aata Hai.
Woh Daant-Daant Kar Khana Khilana Yaad Aata Hai,
Mere Vaaste Tera Paisa Bachana Yaad Aata Hai.

17. Kahin Ho Na Jaye Ghar Ki Musibat Laal Ko Maloom,
Chhupa Kar Takleefe Tera Muskurana Yaad Aata Hai,
Jab Aaye The Tujhe Hum Chhod Kar Pardesh Meri Maa,
Mujhe Woh Tera Bahut Aansu Bahana Yaad Aata Hai.

18. Maine Kal Sab Chahton Ki Sab Kitabein Faad Di,
Sirf Ek Kagaz Par Lafz-e-Maa Rahne Diya.

19. Bahut Bura Ho Phir Bhi Usko Bahut Bhala Kahti Hai,
Apna Ganda Bachcha Bhi Maa Dhoodh Ka Dhula Kahti Hai.

20. Kisi Bhi Mushkil Ka Ab Kisi Ko Hal Nahi Milta,
Shayad Ab Ghar Se Koi Maa Ke Pair Chhukar Nahi Nikalta.

Related Tags: Maa Shayari In Hindi And English 2019

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad