Bachpan Shayari | Childhood Shayari | बचपन शायरी | Hindi Shayari | Alienture हिन्दी

Breaking

Post Top Ad

X

Post Top Ad

Recommended Post Slide Out For Blogger

Friday 10 November 2017

Bachpan Shayari | Childhood Shayari | बचपन शायरी | Hindi Shayari

Bachpan Shayari | Childhood Shayari | बचपन शायरी | Hindi Shayari

*****

ना कुछ पाने की आशा ना कुछ खोने का डर
बस अपनी ही धुन, बस अपने सपनो का घर
काश मिल जाए फिर मुझे वो बचपन का पहर

Na Kuchh Paane Ki Aasha Na Kuchh Khone Ka Dar
Bas Apni Hii Dhoon, Bas Apne Sapno Ka Ghar
Kaash Mil Jaaye Phir Mujhe Bachpan Ka Pahar

*****

झूठ बोलते थे फिर भी कितने सच्चे थे हम
ये उन दिनों की बात है जब बच्चे थे हम

Jhooth Bolte The Phir Bhi Kitne Sachche The Hum
Yeh Un Dino Ki Baat Hai Jab Bachche The Hum

Bachpan Shayari in Hindi

*****

बचपन भी कमाल का था
खेलते खेलते चाहें छत पर सोयें
या ज़मीन पर
आँख बिस्तर पर ही खुलती थी !!

Bachpan bhii Kamaal Kaa Thaa
Khelte Khelte Chaahein Chhat Par Soyein
Yaa Jameen Par
Aaankh Bistar Par Hii Khultii Thii

*****

सुकून की बात मत कर ऐ दोस्त
बचपन वाला इतवार अब नहीं आता

Sukoon Ki Baat Mat Kar Aye Dost
Bachpan Wala Itwaar Ab Nahi Aata

Bachpan Shayari in Hindi

*****

कितने खुबसूरत हुआ करते थे बचपन के वो दिन
सिर्फ दो उंगलिया जुड़ने से दोस्ती फिर से शुरु हो जाया करती थी

Kitane Khubsoorat Hua Karte The Bachpan Ke Din
Sirf Don Ungaliyaan Judane Se Dosti Phir Se Shuru Ho Jaayaa Kartii Thii

Bachpan Shayari in Hindi

*****

कोई मुझको लौटा दे वो बचपन का सावन
वो कागज की कश्ती वो बारिश का पानी

Koyi Mujhko Lauta De Wo Bachpan Ka Sawan
Woh Kagaj Ki Kashti, Wo Barish Ka Paani

Bachpan Shayari

*****

खुदा अबके जो मेरी कहानी लिखना
बचपन में ही मर जाऊ ऐसी जिंदगानी लिखना

Khudaa Abke Jo Merii Kahaani Likhnaa
Bachpan Mein Hii Mar Jaaun Aesi Zindagaani Likhnaa

*****

जिंदगी फिर कभी न मुस्कुराई बचपन की तरह
मैंने मिट्टी भी जमा की खिलौने भी लेकर देखे

Zindagi Phir Kabhi Na Muskurai Bachpan Ki Tarha
Maine Mitti Bhi Jama Ki Khilone Bhi Lekar Dekhe

Bachpan Shayari in Hindi

*****

बचपन में तो शामें भी हुआ करती थी
अब तो बस सुबह के बाद रात हो जाती है

Bachpan Mein Toh Shaamein Bhi Hua Karti Thi
Ab Toh Bas Subah Ke Baad Raat Ho Jaati Hai

*****

हंसने की भी, वजह ढूँढनी पड़ती है अब
शायद मेरा बचपन, खत्म होने को है

Hansne Ki Wajah Dhoondhani Padti Hai Ab
Shaayad Mera Bachpan Khatm Hone Ko Hai

*****

देर तक हँसता रहा उन पर हमारा बचपना
जब तजुर्बे आए थे संजीदा बनाने के लिए

Der Tak Hansta Raha Unn Par Humara Bachpana
Jab Tajurbe Aaye The Sanjeeda Banaane Ke Liye

*****

आते जाते रहा कर ए दर्द
तू तो मेरा बचपन का साथी है

Aate Jaate Raha Kar Ae Dard
Tu To Mera Bachpan Kaa Saathii Hai

*****

अजीब सौदागर है ये वक़्त भी
जवानी का लालच दे के बचपन ले गया

Ajeeb Saudaagar Hai ye Waqt Bhii
Jawaani Kaa Laalach De Ke Bachpan Le Gayaa

Bachpan Shayari

*****

काग़ज़ की कश्ती थी पानी का किनारा था
खेलने की मस्ती थी ये दिल अवारा था
कहाँ आ गए इस समझदारी के दलदल में
वो नादान बचपन भी कितना प्यारा था

Kagaz Ki Kashti Thi Pani Ka Kinara Tha
Khelne Ki Masti Thi Dil Ye Awara Tha
Kaha Aa Gye Samajhdari Ke Daldal Mein
Wo Nadaan Bachpan Hi Pyara Tha

Childhood Shayari

*****

चले आओ कभी टूटी हुई चूड़ी के टुकड़े से
वो बचपन की तरह फिर से मोहब्बत नाप लेते हैं

Chale Aao Kabhii Tutii Huii Chudii Ke Tukade Se
Wo Bachpan Kii Tarah Phir Se Mohabbat Naap Lete Hain

*****

किसने कहा नहीं आती वो बचपन वाली बारिश
तुम भूल गए हो शायद अब नाव बनानी कागज़ की

Kisne Kaha Nahin Aati Wo Bachpan Waali Baarish
Tum BHool Gaye Ho Shyaad Ab Naav Banaani Kaagaj Kii

Bachpan Shayari

*****

बचपन के दिन भी कितने अच्छे होते थे
तब दिल नहीं सिर्फ खिलौने टूटा करते थे
अब तो एक आंसू भी बर्दाश्त नहीं होता
और बचपन में जी भरकर रोया करते थे

Bachpan Ke Din Kitne Achhe Hote The
Tab Dil Nahi Sirf Khilone Tuta Karte The
Ab To Ek Aansu Tak Bhi Bardaasht Nahi Hota
Aur Bachpan Mein Jee Bharkar Roya Karte The

*****

मुझे फिर से थमा दे ओ माँ
वही मेरे स्कूल का बैग
अब मुझे और नहीं सहा जाता
इस जिन्दगी का भारी बोझ

Mujhe Phir Se Thamaa De O Maa
Wahi Mere School Ka Bag
Ab Mujhe Aur Nahin Sahaa Jaataa
Is Zindagii Ka Bharii Bhojh

*****

बचपन में कितने रईस थे हम
ख्वाहिशें थी छोटी-छोटी
बस हंसना और हंसाना
कितना बेपरवाह था वो बचपन

Bachpan Mein Kitane Rais The Hum
Khwaahishe Thi Chhoti-Chhoti
Bas Hansna Aur Hansaanaa
Kitanaa Beparwaah Thaa Wo Bachpan

*****

मोहल्ले में अब रहता है
पानी भी हरदम उदास
सुना है पानी में नाव चलाने
वाले बच्चे अब बड़े हो गए

Mohalle Mein Ab Rahtaa Hai
Paani Bhii Hardam Udaas
Suna Hai Paani Mein Naav Chalaane
Waale Bacche Ab Bade Ho Gaye Hain.

*****

याद आता है वो बीता बचपन
जब खुशियाँ छोटी होती थी
बाग़ में तितली को पकड़ खुश होना
तारे तोड़ने जितनी ख़ुशी देता था

Yaad Aata Hai Wo Biita Bachpan
Jab Khushiyaan Chhoti Hoti Thi
Baag Mein Titali Ko Pakad Khush Hona
Taare Todane Jitani Khushii Deta Tha

*****

तभी तो याद है हमे
हर वक़्त बस बचपन का अंदाज
आज भी याद आता है
बचपन का वो खिलखिलाना
दोस्तों से लड़ना, रूठना, मनाना

Tabhi To Yaad Hai Hume
Har Waqt Bas Bachpan Ka Andaaz
Aaj Bhii Yaad Aata Hai
Bachpan Ka Wo Khilkhilaana
Doston Se Ladnaa, Rythnaa, Manaanaa

*****

यह भी पढ़े –

Loading...

The post Bachpan Shayari | Childhood Shayari | बचपन शायरी | Hindi Shayari appeared first on Ajab Gjab | Hindi.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad